llakh ki Vastu ka Nirman Bharat ke kin kin rajyo Me Hota Hai
Answers
Lakh ki vastuon ka nirman Bharat ke jin rajyon me hota hai unme Uttar Pradesh, Rajasthan, Madhya Pradesh, Andhra Pradesh, Ghujarat, Jharkhand Aadi pramukh hain. in rajyon me lakh bahut adhik matra me paye jati hai.
lakh se chudiyaon ke nirman kiya jata hai. iske atirikta lakh se moortiyan, khiloune, sajawat ka saman, abhushan aadi ke nirman hota hai.
lakh ka proyag dakghar me lifafo aur parsal ko seeband karne me bhi kiya jata hai.
lakh ka prayog adalat ke adesh par aur sarkar evam police aaki dwara kisi dukan, makan aadi ko seel karne ke liye bhi kiya jata hai.
लाख की वस्तुओं का निर्माण भारत के जिन राज्यों में किया जाता है उनमें उत्तर प्रदेश, राजस्थान, मध्य प्रदेश, आन्ध्र प्रदेश, गुजरात, झारखंड आदि में किया जाता है। इन राज्यों में लाख बहुत अधिक मात्रा में पायी जाती है।
लाख से चूड़ियों का निर्माण किया जाता है। इसके अतिरिक्त लाख से मूर्तियां, खिलौने, सजावट का सामान, आभूषण आदि का निर्माण किया जाता है।
लाख का प्रयोग अदालत डाकघर में लिफाफों और पार्सल आदि सीलबंद करने में किया जाता है।
लाख का प्रयोग अदालत के आदेश पर या सरकार एवं पुलिस आदि द्वारा किसी दुकान, मकान आदि को सील करने में किया जाता है।
Answer:
if its not worth it don't do 14 skep ping spoof jif skippy
Explanation: