Hindi, asked by midhaharshit7, 10 months ago



‘माँ का अँचल’ माँ की ममता का प्रतीक है। इसी अँचल में दुख के क्षणों में शरण लेने वाला बच्या युवा hokar
उसके महत्त्व को भूलकर उसको तिरस्कत करता है। प्रस्तुत कहानी आप जैसे युवाओं के मन में माँ के प्रति किस
कर्तव्य-बोध को जगाती है? स्पष्ट कीजिa​

Answers

Answered by Aditi123maini
3

Explanation:

hum maa ka karz nhi chuka sakte kintu unka kehna maan kar ,unke bhoodhe ho jaane par hum unka saath nisha kar apna kartavya poora kar sakte hain.

Answered by awesomeadibaba
10

Answer:

Maa hamein Ishwar dwara di gayi ek adbhut Uphaar hai. Bacche ki ek pukaar sunte hi maa sabhi karya, bhale hi vo kitna hi mahatva Kyun na rakhte ho,unhe chhod Chali aati hai sirf ye nishchit karne ki uska baccha theek hai. Maa ke aanchal ki thandi Chhaya mein sone ka Aanand itna aanandmayi hota hai ki har chinta ya dukh - dard se chhutkara mil jaata hai aur chain se so jaane ka ji karta hai. Satya hi kaha gaya hai ki "Maa ki Mamta badi niraali hai"..Well that's my opinion, hope it helps you :)

Similar questions