माता का अंचल' पाठ मे वर्णित तत्कालीन विदयालयों के अनुशासन से वर्तमान युग के विदयालयो के अनुसार की तुलना करते हुए बताइए कि आप किस अनुशासन व्यवस्था को अच्छा मानते हैं ओर क्यों?
(Class 10 HINDI A Sample Question Paper)
Answers
Answered by
8
' mata ka anchal' paath main jis vidhyalay ka vardan hai vahan adhyapak bachoon ki pitaai karke, unhe sharirik dand de kar anushasan main rakte the. aaj ke vidhyalayoon main kisi bhi prakar ka koi bhi sharirik dand dena varjit hai. aaj ke samay ke vidhyalayoon main vidhyarthiyon ko samjha bhooja kar hi anushasan main rakha jaata hai. vidhyalayoon main paramarshdata ki niyokti ki jati hai. ve shakshik margdarshan dekar chatroon ko aatm sanyojan tathaa samajik samayojan main sahayta pradan karte hain.
aaj ke samay ke vidhyalayoon main jo anushasan ki vyavastha hai vo purane tareekon se jyadaa achi hai.
aaj ke samay ke vidhyalayoon main jo anushasan ki vyavastha hai vo purane tareekon se jyadaa achi hai.
Similar questions
Social Sciences,
8 months ago
English,
8 months ago
Chemistry,
1 year ago
Math,
1 year ago
English,
1 year ago