Biology, asked by srgmath9399, 11 months ago

मिट्टी की उर्वरता बनाए रखने के लिए खाद तथा उर्वरक के उपयोग की तुलना कीजिए ।

Answers

Answered by ShabeeNaz
1

Explanation:

(khaad)....

1. yah Karbanik padarth hote hai. jaise Sabziyon , aur falon ke chhilke, gay aur bhains ke gobar , jo mitti ko upjau banate hai.

2.yah mitti ke upjaupan laane me sudhar late hai, aur paryavaran ko dusit nahi karte hai.

(Urvarak).....

1.yah mukhya taur per Akarbanik padarth hote hai jo paudho ko kuch vrihat poshan tatv uplabhd karane ke liye istemaal kiye jate hai.

2.Iske adhik upyod se mitti ka upjaupan nast ho sakta hai.

Similar questions