Math, asked by sr082618, 1 year ago

mahatam sankhaya kya hai?pls ans

Answers

Answered by avinashg895337
1
Hi dear,
Mahattam sankhya:- Vah badi se badi sankhya, jo di gayi shabhi shankhyaon ko purn rup se vibhajit kr sake , Mahattam shankhya (म. स. प.) ya Mahattam samapavartak ( महत्तम समापवर्तक ) kahlati h.
Ex.- 12,16,20 ka Mahattam 4 hoga.
I hope it'll help u. Thanks

sr082618: thanks friend
Similar questions