मनुष्यों की पोशाकें उन्हें विभिन्न श्रेणियों में बाँट देती हैं। प्रायः पोशाक ही समाज में मनुष्य का अधिकार और उसका
दर्जा निक्षचित करती है।'
Answers
Dukh ka adhikaar - class 9
answer-manushya ki poshaak uska samaj mein darjaa nischit karti hai hum , kahani mein uss budhi budhiya ka udhaaran le skte hai, uska jawaan beta saap ke kaatne ke kaaran mar gya tha.,lkin ghar mein kuch khaane aur paise na hone k kaaran , vo kal hoke bajaar mein kharbooje bechne chali aayi, wah garib thi, aur log uspe tarah tarh k baatein kar rhe the usi pe lekhak apni paros ki budhi mahila ko yaad krne lage , vo kehte hai ki uske bhi putra ka dehaant ho gaya tha lekin log uske dukh mein shaamil huye the, use saahara diye the, uske paas dukh manaane ka kaafi samay tha kyuki wah uche varg se sampark rakhti thi wahi wo garib budhiya ke dukh ko koi ni smjh rha tha kyuki wo neeche varg se sambandh rakhti thi issly poshaak vekti ko vibhin shreniyon mein baat deta hai
Answer:
मनुष्यों की पोशाकें उन्हें विभिन्न श्रेणियों में बाँट देती हैं। प्रायः पोशाक ही समाज में मनुष्य का अधिकार और उसका
दर्जा निक्षचित करती है।'