Hindi, asked by jayakumarmch1763, 9 months ago

manavta hi shresht dharm hai ..is vishay par apne vichar likhiye. (5 to 6 sentences )

Answers

Answered by babita1148
5

Answer:

manavata hi shrestha dharma hai. jivan me chahe kitni bhi kathinaiya kyu na aaye manushya ko kabhi apni manavata nahi bhulni chahiye kyunki kisi ke prati nirdayi hone se koi vyakti mahan aur gunwan nahi hota balki apne achhe karmo ke karan hota hai.

Similar questions