Hindi, asked by SUNIL786KUMAR, 1 year ago

morning scene essay in hindi

Answers

Answered by vidhi04
1
Pratkal sabse subh samay hota hai . pakshiyo ki aavaz kan mai jab gunjte hai toh esa lagta hai ki hamne abhi abhi swarg ka dwar khola ho . jab ham bahar dekhte hai tab lagta hai ki phul hame dekh kar muskura rahe ho . Gharo aangan mai chahal pahal sab kuch hame ap[ni taraf kheech lati hai .
 
Thandi havaen , jhumta aasma yeh sab subah dekhne ka nazaara hai......
Similar questions