'Mujhe kadam kadam par' kavita me apke jeevan ke prati kis prakar ke dhrishtikod ka viaksh karti hai? ullekh kijiye.
Answers
Answered by
3
hey mate i m also in 3 year i had read this chapter recently
muje kadam kadam par Kavita mein humara yeah drishtikod hai k hume har kadam par chorahe milte hai mtlb 4 raste lekin hum kisi ek raaste ko hi chun skte hain hum un 4oo raste par jana chahte hain lekin aisa mumkin nahi hai hume hamesha apnj jindagi mein chorahe dekhne ko milte hai jab humare samne bht sari musibaate aati hain lekin hume unka nivaran Karna pdta hai kisi ek raste ko chun kar aise hi apne carrier bnnane mein bhi hume churahe milte hai Jaise dr. teacher ,yah scientist hume raaste sare ache lagte hai man krta hai k sabme mein se gujro lekin nahi ja skte sirf ek par hi hai isliye iss kahani ka shirshak hai k muje kadam kadam par
if you like this answer then don't forget to mark me brainlest ...

Similar questions