निबंध
बेटी के साथ बलात्कार और हत्या होने के बाद परिवार को किन-किन तकलीफों का सामना करना पड़ता है । इसका जिम्मेदार कौन शासन - प्रशासन - नशा या बेटा और यह कैसे रुकेगा।
Answers
Question statement in English is ;
After the rape and murder of the daughter, the family suffers. Who is responsible for this - administration - intoxication or son and how it will stop
Explanation
intoxication can lead to above mentioned situation, a condition where the person himself dont know what he is doing;
Intoxication is a curse to the society. This not only effects the person involved but all others who are associated with that person. It destroys the future of that person and he doesn’t even realise it until the time is gone and he has nothing left behind.
Hence it is important for parents to always warn their children about this bad habit, media must present the negative impacts of intoxication and strong punishment should be made on this so that others can learn from this also
Answer:
Apradhi Kaun
Explanation:
Aaj mahilaon ke saath hone wale apradhon ka graph badhta hi jaa rha hai.
Aise main kayi mahilon ko balatkar aur hathya jaise jaghanya apradho ka shikar hona padhta hai.Kyunki samaj main apradhiyon ko koi saza nhi di jaa rhi hai.Balatkar ke liye kewal apradhi ko saat saal ki saza hoti hai lekin jis ladki ki zindagi barbad ker di gyi hai wo jeevan main aage kaise badhegi.kyunki log her kadam per usse dara dhamka ker pragati ki raah per chalne se rokenge.
Humein apne samaj ki soch badalni hogi kyunki ladkiyaa kisi bhi tarah ladko se kam nhi hain.aaj ladkiyaa bhi padh likhker jeevan main aage badh rahi hain.
yadi hum kisi aisi ladki se milein jo is tarah ki ghatna se guzri ho to jitna ho sake us mahila ki madad karein.aur kuch nhi to uska hausla badhayein ki usne jeevan main aage badhne ki koshish kari hai
balatkar jaise apradho ke liye apradhiyon ko mritudand hona chahiye.peedit mahila ke parivar ko darna nhi chahiye balki unhe khulker saamne aana chahiye aur kanoon se insaaf mangna chahiye kyunki jin logo ki wagah se unki beti is duniya main nhi hai to ab uske jaane ke baad ye ladayi to unhe hi ladni hogi taaki beti ki aatma ko shanti mile