निम्नलिखित प्रश्न का उत्तर (50-60 शब्दों में) लिखिए −
चढ़ाई के समय एवरेस्ट की चोटी की स्थिति कैसी थी?
nimnalikhit prashn kaa uttar (50-60 shabdon men) likhie −
chaḍhxaa_ii ke samay evaresṭ kee choṭee kee sthiti kaisee thee?
बचेंद्री पाल
Answers
Answered by
3
Namaskar,
Dakshini shikhar ke uppar Hava ki gati bad gyi thi. Uss unchai par tej java ke jhoke bhurbhure barf ke kdo ko chaaro taraf uda rhe the. Jisse drishata shunya tak aa gyi thi. Everest shanku ki choti par itni jagah nhi thi ki do vykti saath saath khde ho ske. Chaaro taraf hajaro miter lambi sidhi dhalan. Unhone pahle barf ke fafde se barf ki khudai kar apne aap ko surakshit rup se sthir kiya. Fir Bachendri pal vha ki barfili ndiyo ko dekhti rhi. Aur uss din ka anubhav Bachendri ke liye bhut Priya tha.
Aasha hai aapko mera uttar acha lga hoga.....

Similar questions