Hindi, asked by sskpsbaljeetsingh, 9 months ago

निम्नलिखित प्रश्नों के उत्तर संक्षेप में दीजिए।
(क) भीष्म ने काशीराज कन्याओं का अपहरण क्यों किया?
(ख) विचित्रवीर्य का विवाह किन राजकन्याओं के साथ संपन्न हुआ
(ग) भीष्म ने अंबा को सौम्यदेश क्यों भेजा?
(घ) भीष्म से बदला लेने के लिए अंबा ने अंत में क्या किया?
(ड) विदुर किसके पुत्र थे?

I will mark as brilliant and if not I will mark as report .
please it is urgent​

Answers

Answered by tushardey101
5

Answer:

1. Bheeshm ne Kashiraj kanyaao ka apaharan Apne pita raja Shantanu aur unki dusri patni Satyavati ke do putr (Chitrangada aur Vichitrveerya) ke Vivah k liye kiya tha.

2.Ambika aur Ambalika

3. Bheeshm ne Amba Ko Soumyadesh isilye bheja kyuki Amba man hi man Soumya Naresh Ko apna var maan chuki thi parantu Baad me Soumya Naresh ne unhe nhi apnaya.

4. Amba ne Bheeshm se badla lene ke liye Bhagwan Parashuram se ye vardaan prapt Kiya ki vahi Bheeshm ke ant ka kaaran banegi. Isi kaaran vo agle janm me Shikhandi ka roop dhaaran Kiya.

5. Vidur Veda Vyasa aur ek daasi ke putr the.

Similar questions