निम्नलिखित प्रशनो के उत्तर लिखिए-
(क) क्रिया किसे कहते हैं? कर्म के आधार पर क्रिया के भेद लिखिए।
(ख) सकर्मक क्रिया की पहचान क्या होती है? दो उदाहरण देकर स्पष्ट की।
(ग) दविकर्मक क्रिया के पांच उदाहरण लिखकर उनमें कर्म रेखांकित कीजिए।please answer fast
Answers
Answered by
2
1.Jis sabd Kisi Karya ke hone ya karne ka pata Chale unhen kriya Kahate Hain. Karm ke Aadhar par Kriya Ke Do Bhed hote hain akarmak aur sakarmak.
2.Jin kriyon ke sath karm hota hai aur kriya ka fal ya Prabhav karm per padta hai unhen sakarmak Kriya Kahate Hain. Jaise Prachi Pustak padati hai. Rahul Aam Kha Raha Hai.
3.Vakya Mein Jis Kriya ke sath do karm Aate Hain Use Kriya ko dravyakarmak Kriya Kahate Hain Jaise Maa ne Mujhe mithaai di.jaj Ne apraadhi ko dand diya
sorry main aapke third question ka five examples Nahin De Pai but I think its help you
plz follow me✌✌✌
Similar questions