Hindi, asked by Sreeram9145, 1 year ago

Naav ke baare mein 5 Vakya for 4th standard in hindi

Answers

Answered by nisharoy4
2
naav
abhi ke samay me naav ka upyog bahut kam hota hai pehle ki apeksha me.
pehle ke samay me agar kisi ko kahin jana hita tha to wo naav se hi jate the kyunki us samay itna gariya nhi hoti thi.
naav ek aisa chij hai jiske upyog karne se bhi koi vaayu pradushan nhi hota hai.
naav par ghumne ka maja hi kuch aur hai lakin ab naav jaldi milti nhi hai, abhi hamara desh itna vikshit hogaya hai ki nayi- nayi gariyan aur naye- naye naav banane lage hai.
hamare desh me bahut manusay ki jansankya bahut ho gyi hai or jansankya badhne se nadi, talab, pokhar sab gande ho gye hai is bajah se bhi naav nhi chalti hai.


i hope it's helpful to you
Answered by 1980archanakumari0
0

Answer:

naav ek aisa chij hai jiske upyog karne se bhi koi vaayu pradushan nhi hota hai. naav par ghumne ka maja hi kuch aur hai lakin ab naav jaldi milti nhi hai, abhi hamara desh itna vikshit hogaya hai ki nayi- nayi gariyan aur naye- naye naav banane lage hai.

Similar questions