Hindi, asked by Mubasshira, 1 year ago

nadiyon ki suraksha ke liye koun koun se karye ho rahe hai

Attachments:

Answers

Answered by 7489
9
nadiyon ki suraksha ke liye bharat sarkar ne anek upay kare hain. hamare pradhan mantri Narendra Modi ji ne ganga action plan prarambh kara hai. yh water resources ki neta uma bharati ke netrutv mein karya kar raha hai. clean ganga plan ke liye paanch ministries ek sath miljulkar kaam kar rahi hain. bharat ki ek aur mukhya nadi, yamuna ke liye 1993 se yamuna action plan laagu hai. yah nadi ke pradushan ko rokne aur use saaf rakhne ke kai upay krta hai.  
Similar questions