नकल की रोकथाम के लिए दैनिक जागरण समाचार पत्र को संम्पदकिये पत्र लिखे
Answers
date
to address
vishay:VIDHYALAY ME NAKAL KI ROKTHAM
Sampadak,
Vo kehte hain na ki jo bhi hota hai achey ke
liye hota hai?Galat kehte hain.
Bachon ki nakal karne ki adat hai.Yeh adat
shayad hi kuch bachon ko apne zindagi jeene me madad kar sakti ho.Udaharan ke
liye abhinetraon(actors) ke liye,yeh zaruri hai ke vo abhinay thik dhang se
karen.Baaki bachey toh sirf hasi mazak ke liye nakal karte hain.Aur jab pakde
jaate hain toh unki dhulaai hoti hai.Vidhyalay shiksha ka mandir hain.Yahan
behudi harkate karna avashya nahi samjha jata hai.Yadi koi bacha kisi adhyapak
ya adhyapika ki nakal karta hai,uski jeevan me safalta prapt kathai nahi ki ja
sakti hai.
Mata pita guru aur phir khuda aate hain.Guru ki
nakal sirf achey karmo ke liye ki ja sakti hai,behude harkato ke liye nahi.Unhe
chidhana,unki hasee mazak udana uchit nahi hai.Bado ka aadar karna hamare
poorvajo ne sikhaya hai.Inka palan karna hamara kartayva hai.
Jo bachey yeh nakal ki roktham na kar payen,vo
bhagwan ke charno me bhajan keertan arambh kar den,kyuki inke liye padhai wakt
ki barbadi hai.
Vo kehte hain na,jo bhi hota hai achey ke liye
hota hai?Sahi kehte hain.
Bhavdeeya
apka nam
mitra,yeh mere swayam ke vichar hain,ap apne vichar khud daalke,is nibandh me AAG LAGA DEN
Cheers!