Hindi, asked by arohi1024, 1 year ago

plastic kaise hanikarak hai ? us par 5 lines in hindi

Answers

Answered by prakriti27
15
1-plastic me hanikarak padarth pae jate hai jinke karan jameen ko upjao banane wale chote jeev mar jate hai.
2-inke kaaran dhrti pradushit hoti hai.
3-ye kai saalo me bhi nhi nhi khtm hote hai dhrti k bheetr bhi ye usi trh se pae jate hai jinke karan dhrti kharab hoti ja rhi hai
4- plastic ko ydi jalae jae to bhi isme se hanikarak dhua niklta hai jisse trh trh ki bimariyan phalti hai.
5- ydi hm issko pani me bhi phekte hai to ye paani ko bhi dushit kr deta hai.

arohi1024: thanx.........
prakriti27: welcome
Similar questions