नमक कानून को तोड़ने के लिए महात्मा गाँधी ने कौनसा आन्दोलन शुरु किया
Answers
Answered by
1
Answer:
Namak andolan ko todne ke liye Gandhiji ne dandi andolan ki shuruat ki thi. Isme unhone apne sabarmati ashram se dandi ke tat tak ka rasta apne 78 followers ke saath lagbhag 200 miles ka distance cover kiya tha. Yeh ek tarah se angrezo ko ek khuli chunauti thi ki unke dwara uthaya gaya koi bhi galat kadam ab bhartiya desh sweekar nhin krega aur apna pura virodh dikhayega . Saath mein hi yeh civil disobedience movement ki shuruaat ka pehla pehlu tha.
Similar questions