Natak aur ekanki me antar
Answers
Answered by
19
नाटक और एकांकी दोनों ही रंगमंच पर विभिन्न पात्रों द्वारा किये जाने वाले अभिनय पूर्ण प्रस्तुति होते हैं लेकिन दोनों में अंतर यह है कि एकांकी सिर्फ एक ही भाग या अंक का होता है और नाटक में कितने भी भाग हो सकते हैं.
Answered by
10
Natak aur Ekanki mai antar hai ki ekanki ek hi ank ya ek hi bhag mai samapt ho jaati hai jabki Natak mai bahut bhag ho sakte hai aur lambe samay tak chalta hai . Lekin dono ka uddhyesha ek hi hota hai. Dono mai patra ya kalakaar ek dusre se samvaad krte hai aur abhinaay ke maadhyam se manchit hote hai . Dono ek rangmanch ke hi hisse hai .
Similar questions