Hindi, asked by muskanagrawal8137, 11 months ago

Netaji ka chashma ek prernapad kahani hai path ke adhaar par sidh kijiye

Answers

Answered by sanjaypandey99909
3

Answer:

Jaisa ki Ham Jante Hain Charon Seema se Giri Bhag ka naam hi Desh Nahin Hota Desh kab Banta Hai Jab nagriko Ke swabhav Ek Milte Hain aur alag alag jaatiyon Ke Log Ek Sath mil jul kar rahte hain aur desh ki Samman Ki Khatir Apni Jaan Ko Bhi Luta Dete Hain is paath Samay yah yah Prerna milati Hai Ki Jaise Jo captain tha vah langda hone ke bavjud bhi Neta Ji ke murti per Chashma Lagaye rahata tha Kabhi Ek Chashma To Kabhi dusra Chashma Chashma Jab dusre Logon Ko Achcha Lagta to Chashma utaar Kitna deta aur dusra chashma laga deta Achanak Ek Din use kapdon Ki Maut Ho Jaati Hai Aur Kai Din Tak Murti per Chashma Nahin Hota To vahan ke bacchon ko yah Pata Chalta Hai Ki vahan ke bacche Bhi Apne Desh Premi hai aur apne Desh se Prem karte hain vah bacche Ek sarkande ka Chashma Banakar ke Neta Ji ke Chehre per Laga Dete Hain aur jab Haldar Sahab use Raste Se Gujarte Hain To unhen Apne Jivan sudharne per majbur Ho Jaate Hain aur yah dekhte hain ki Murti per sarkande ka chashma laga hua hai Hamen yah Nahin pata ki Ham Kya kar rahe hain kab kar rahe hain kyon kar rahe hain per Hamen yah Janna chahie ki Hamare Desh Ke Liye yah Veer javanon Ne bahut mehnat ki hai aur Balidan Bhi Hai To Hamen mil shoot Karke Kisi Ka majak na Uda Karke Jo kaam karta hai uske Piche Agar sahi ho to hamen bhi Hath badhakar uska Samman karna chahie usko Aage Badhana chahie iska is paath Mein Humne yah Bhi Dekha hi kijo Pan wala tha vah captain ko majak udate Hue Kahta Hai Ki Ananda captain kya banega To isase Hamen yah Pata Chalta Hai Ki Kuchh log Aise Bhi Hai Jo senaniyon ke Prati bahut galat vyavhar rakhte

Similar questions