Hindi, asked by vis8aridubalu, 1 year ago

Nibandh in rashtra nirman mein vidyarthi ki bhumika......

Answers

Answered by Chirpy
30

          rashtra ke nirman mein vidyarthiyon ki mahtvapurn bhumika hai. vidyarthi hamare desh ke hone vale neta hain. ve is desh ke bhaavi nagrik hain. unke hath mein desh ki baagdor hai. bhavishya mein unhen desh ka sanchalan krna hai.

          aajkal vidyarthi desh mein uchch shiksha prapt krte hain aur fir videsh jakar kaam krte hain. yadi ve apne desh mein rahkar apni karya kshamta ko desh ki garibi, berozgari, asamta, shoshan aadi ko duur krne ke liye upyog karen to ve shighra hi bharat ko pragati ki or le ja skte hain.     
            vidyarthiyon ke liye apni sharirik aur manasik shaktiyon ka upyog krke nav bharat ka nirman karna sambhav hai. ve apni shiksha aur yogyta se desh ka vikas kar skte hain aur bharat ko ek unnat desh banane mein safal ho skte hain.




Answered by kartiksr0415
1

Explanation:

here you go . i have written this in the school

Attachments:
Similar questions