Hindi, asked by geniusabhi9434, 1 year ago

niraksharta Ek abhishap ke upar nibandh likhiye 200 sabdo me

Answers

Answered by shreyash62
10
NIRAKSHARTA. ///
==============///
Aaj k samay m ek safal insaan hi ek acha jeevan vyateet kr skta h ........hum ek safal insaan tabhi ban skte h jab hum apne lakshya ki oor( ,ओर) agrasit rehkar uske liye kadi mehnat kre .
Parantu in sab k alawa insaan ka sabse महत्त्वपूणर् daayitva ye h ki wo ek sakshar insaan ho or wo ksi anya vyakti k upar apne asakshar hone k wajah s poori tarah nirbhar mt ho
Niraksharta insaan ko ek sabse bda abhishaap h jo use asafal bnate bnate use partantrata ki or le jaygi ...Ek nirakshar vyakti kabhi b swatantra nahi ho skta use apne har kaam m doosro k upar nirbhar rhna pdega ..wo swayam duniya k taur tariko ..duniya daari ..nahi samjh payga use hmesha ek sathi ki zarurat pdegi jispe. wo hmesha nirbhar rhega
Aesi swatantrata ka kya kaam jisme hum ksi p nirbhar rahe wo swatantrta thik waisi hi h jaise ek sher jise swatantrata to h parantu wo apne khan pan ki vyavastha m ksi or pe nirbhar h
Ek nirakshar vyakti jeevan m kabhi safal nahi ho skta ...jeevan m safal na ho pana hi us shraap ka fal h ....niraksharta jese shraap asafal hone jaise fal jo janm dete h jiske waja s insaan ko bahut takleef hoti h ..isliye hume apna wakht sahi tarike s istemaal krna chaiye taki hum niraksharta jese shraap s bach sake
HOPE THIS HELPS ..SORY FR MISTAKES
MARK BRAINLIEST IS THIS SATISFIES
Similar questions