note on diwaali in hindi
Answers
Answered by
2
Answer:
Diwali hinduon ka Dharmik tyohar Hai is Din Sare Hindu Ek dusre ke ghar mithaiyan Jaate Hain aur Gale Milte Hain is Din ghar ke Mukhya Sab Ko naye kapde Dete Hain is Din Ganesh Lakshmi ki Puja hoti hai is Din Bhagwan Ram 14 varsh ka vanvas pura Karke Wapas Ayodhya Aaye The ISI Khushi Mein Ayodhya vasiyon Ne pura Ayodhya Diya se Saja Diya Is Din ham log patakhe fod Dete Hain is Din bajaron Mein mithaiyon ki dukaan line se Lagi hoti hai
please mark as brainliest
Similar questions