Noun pronoun adjective definition in hindi+example
Answers
Answered by
2
sangya (noun) - kisi veyakti, vastu , bhav ya jagah ke naam ko sangya kehte hai. ex. Mahatma Gandhi , tajmahal.etc
pronoun ( sarwanam) - jo Shabd sangya ke sthan me prayog kiye jate hai sarwanam kehlate hai. ex. yeh , vah, tumhara , mera.etc
.adjective (visheshan) - sangya ya sarwanam ki visheshta batane wale Shabd visheshan kehlate hai. ex. - sundar, moti etc.
Similar questions