Hindi, asked by rakshit7477, 8 months ago

पिकनिक से लौटते हुए भाई बहन के बीच संवाद ​ हिंदी में​

Answers

Answered by astha7982
4

Answer:

bhai-behna aaj picnic me majaa aaya na

behna- haa bhaiya

bhai- but mujhe aur bhuk lagi h

behna- mujhe bhi

bhai- to chalo ghar jaakar aur khayenge

Explanation:

me aur mere bhai me aise hi baat hota...aaplogo ka nai pata

Answered by sc5451832
3

Answer:

samvad ek dusare ke beach me bat Ho use kahte he.

Hum phle ek dusre ke nam ya brother sister karke bhi lekh sakte he.

Brother = picnic par bhut maza Aya na .

sister = ha bhaiya bhut maza Aya.

Brother = Tumne kya karida tha waha .

Sister = Mene waha apne liye ek gudiya or chudiya kahride the Apne Kya karida tha bhaiya.

Brother = Mene Apne liye ek watch kahrede the. acha ye batao Tumne waha Kya kaya tha.

Sister = Mene to chocolate or ice cream kahi the or apne.

Brother = Mene bhi Wahi kya tha Ab chaloo mummy papa bula rahe he hame .

Ap apne man se our bate bhi lekh sakte he

Similar questions