० प्राकृतिक संपदा किरा प्रकार संसाधन बनती है उदाहरण देकर समझाइए?
Answers
Answered by
1
prakritik sampada insaan ke liye ek sansadhan hai kyunki na sirf manushysa balki har ek jeev iska upyog karta hai zinda rahne ke liye aur yeh jeevan ko barkarar rakhne mein madad karti hai. Lekin manushya ko iska upyog seema mein rehkar karna chahiye varna yeh sabhi jeevon ke liye ghatak ho sakta hai. Iska ek udharan hai paani jaise sabhi jeevon ko paani ki zaroorat hoti hai parantu agar hum isko nasht karenge toh yeh sabhi ke liye hanikarak ho sakta hai.
Hope aapko yeh answer samajh mein aa gaya hoga.
Main hindi mein bhi likh sakta tha par usme bhot time lag raha tha
Similar questions