Hindi, asked by prathma9188, 1 year ago

पुरानी और नई फ़िले में क्या अंतर है

Answers

Answered by TANU81
55
1)Purani films muk hoti thi matlab bin aavaj Ke fim. Par nai films muk nahi hoti hai matlab aavaj Ke sat.
2)Purani films black and white hoti thi par nai films rangin means colour vali hoti hai .
3)Purani films ko pahle sab cinema hall mai dekhne jate the, par Nai films log t.v or online hi dekh lete hai .
4)Purani or nai films mai bahut antar hai.
5)Purani films mai stunts v nh hote par aab Ke filmo mai t aadik sai aadik stunt hote hai.
6) Punami film mai bharatiya paridhan pahnete the par nai flimo mai pashchimi paridhan pahante the.
Thanks please give me brainliest please ..
Answered by Róunak
36
Bahut badlao hai.....

1) pahle samaj me vyapt burayiyon par adhiktar filme banti hai lekin aaj fashion ka faur hai.

2)pahle filme sacchi ghatnaon par aadharit hoti thi. par aaj ki bohot si film ajib o garib hoti he.

3)pehle ki filmo mei paramparik paridhano ka chalan tha lekin aaj ki filmo mei pashchimi paridhano ka chalan hai.

4)Aaj ki filmo me bhayank va khatarnak stunts dikhaye jate he parantu purani filmo me esa bilkul v nhi tha.

Umeed kartu aapko yeh 4 points achi lgi hogi..Brainliest banana mt bhuliyega....

Dhanyavad..✔✔☺
 
Similar questions