Hindi, asked by dishav594, 7 months ago

प्रश्न 2 :- 'तुम कब आओगे अतिथिः पाठ के आधार पर 'अतिथि देवो भव:' उक्ति
को आधुनिक युग के संदर्भ में स्पष्ट करें। (50 से 60 शब्दों में उत्तर दें। [5]
अथवा​

Answers

Answered by layebashahedsaleem
4

Answer:

atithi ghar mein Lakshmi lekar aata hai vah aane se Ghar Ke sare log Khush hote hain atithi se kabhi durvyavahar nahin Karna chahie uski pasand ka khana khilana chahie uski har chij Ka khyal rakhna chahie aur ham Ghar mein Aisa koi vyavhar Na kare jisse atithi ko Bura Lage aur usse Bar Bar nahin puchte rahana chahie ki tum kab jaaoge atithi jab Jana chahta hai tab ja sakta hai atithi ke liye acche acche bhajan banana chahie uske nahane ka Rahane ka khane ka peene Ka acche se khayal rakhna chahie aur jab bhi atithi Jana chahta hai to use rukne ke liye kahe ekadam se naak hai ki aap jaaiye aur riksha yah gadi karke atithi ka saman le jakar Bus ka ticket khareed kar use railway bus mein baitha aana chahie usse atithi prasann hota hai

Similar questions