Hindi, asked by bhumika714, 10 months ago

Paan wale Ne captain ke Prati jo vyangyaatmak tippni ki thi use aap Kitna uchit samajhte Hain​

Answers

Answered by suhanisaroha50
17

Answer:

paanvale ne jo vyangyaatmak tippni ki thi vo uchit nhi hain kyuki captian shririk roop se chahe jysa bhi tha prantu uski desh bhakti ki bhavna atoot thi or use aysa nhi khna chahiye tha.

Answered by mohannautiyal49071
14

Answer: Paan wale dwara captain par ki gyi tipani ucchit nhi thi.

Explanation: Kyunki paan wala captain ki  desh bhakti ki bhawna ka mazak banata hai.Vah captain dwara baar baar neta ji ke chashme ko badalna uska pagalpan samajhta tha kyunki paan wale ke hirdya(heart) mai desh bhakti ki bhawana ka abhaav tha.jis karan captain ki desh bhakti ki bhawana ko nhi samajh pata hai . or uss par anuchit tiapani karta hai.

Similar questions