pahla dusre ka square hai ,dusre or tisre ko add krne pe 10 aayega ,dusre no. me 1 add krne pe 4th no. aayega tisra or 5th no. ko add krne pe 14 aayega or sare no. ko jorne pe 30 aayega iss trick ka salution btaiye
Answers
Answered by
2
Answer:
Answer is 93737
Step-by-step explanation:
1st number 2nd number ka sqaure hai to 3 ka sqaure hua 9
2nd me 3rd ko add karne par 10 aate hai to 10 me se 3 minus kare to aaya 7 number
2nd me 1 add karne par 4th number = 3+1=4
3rd aur 5th ko add karne par 14 7+7=14
Sabhi numbers add karne par 30
9+3+7+4+7=30
Similar questions