२)
पक्षियों की पिंजरे में बद करने से से
केवल उनकी आजादी का हनन ही नही
इस विषय पर दा दस
पऽ पंक्तियों में
अपने विचार
होता है
Answers
Answered by
0
Answer:
Explanation:
Pakshiyon ko pinjare me bandh karke unki swatantrata ka hanan hota hai kyunki unki pravrutti hai 'udna' ataha prakrutik santulan banaye rakhne me pruthvi ke sabhi jivon ki saman rup se mahatvapurna bhumika hai pruthvi ke paryavaran santulan ke liye manushya evam pashu dono ki avashyakta saman rup se hai pakshiyon ko kaidi bana lene se unki udne ki azadi samapt ho jaati hai isse paryavaran prabhavit hota hai paryavaran ko shudh aur prakrutik banaye rakhne ke liye pakshiyon ko prakruti ke madhya rehna avashyak hai ve is prakar paryavaran ko shudh evam santulit banate hai paryavaran me pakshiyon ka apna ek vishesh mahatva hota hai
Thanks
Hope it helps
Similar questions