Hindi, asked by 84256, 1 year ago

pakshiyon ko Palna uchit hai ya nahi Apne vichar likhiye​

Answers

Answered by sanray23
29

Answer:

Pakshiyon Ko Palna uchit nahi hai kyonki swatantrata sabhi ka janam siddh adhikaar hai. Hame kisi ki bhi swatantrata cheenni nahi chahiye kyonki veh manav dharm ke pratikool hai. Pakshiyon ko pinjre me rakhna unki azaadi cheenne jaisa hai kyonki eeshwar ne unhe pankh unmukt gagan me udne ke liye diye hai toh unhe apne swarth ke liye pinjre me rakhna unki azaadi par pratibandh hai.

Answered by nayanmoni11
43

मेरे विचार से पक्षियों को पालना उचित नहीं है जिस प्रकार मनुष्य को अपनी स्वतंत्रता प्रिया होती है उसी प्रकार पक्षियों को भी अपनी आजादी प्रिय होती है ईश्वर ने उन्हें पंख दिए हैं ताकि वह उड़ सके यदि हम उन्हें पालते हैं तो उनकी आजादी तथा उड़ान में व्यवधान उत्पन्न होता है उनकी इच्छाओं sapno तथा अनुमानों पर ग्रहण लग जाता है अतः पक्षियों को पालना सही नहीं है

Similar questions