Hindi, asked by mandeepvirk, 1 year ago

pardution per niband in hindi

Answers

Answered by RabaabZahidah
1
yeh nimn cheezen yaad rakhkar ap apna nibandh taiyar karen
•noise pollution na karen,hallu hallu baat karna chaiye...zorraan se bat karenge taw amma bawa ku takleef hoti,vo tumku martey
•ghar ke aaju baaju plants ugane chaiye,oxygen zyada milenga na.Bas plants plant karna kaafi nahi unka dekhbaal bhi karneka
•ghar ke baaju waley shop jane ke waste skooter ya car ya aeroplane ka intezam na karen balki paidal ya cycle me jayen
•signal ke waqt gaadi ka engine off kar dena chaiye
•polythene ya plastic bags kam se kam use karen kyuki uski jalne se badboo attiye jo sehat ku barbad kartiye
•ghar ya bahar kachra na phailayen,padosin aake chillayegi

Cheers
aasha hai apko mere points pasand aaye

mandeepvirk: thank you
RabaabZahidah: antyime :)
RabaabZahidah: anytime* :)
Answered by adirupadiru
1
its very hrmful for our eyes it affects the growth of plants i think this much is fine cause u gave very less points for this answer

adirupadiru: cheers
adirupadiru: pls mark it as the brainliest
RabaabZahidah: yeah cheers :P
RabaabZahidah: in hindi please :P
Similar questions