Hindi, asked by rajsatyam, 1 year ago

Pashu pakshiyo ko paltu banana uchit ya nahi paksh vipaksh mai likiye nibandh

Answers

Answered by Princy11
0
pashu pakshiyo ko paltu banana uchit nhi hai.Unhe paltu banakar hum unse unki aazadi cheen lete hain . hum unhe kaid kar lete hain aur ve kuch nhi kar paate . ve apne jeevan ka aanand nhi ootha pate . pakshiyo ko kaid karne se hum unse unki udaan cheen lete hai.pashuon ko kaid karne ka matlab humne unse unki khushiyaan cheen li hai.
iss liye hamein kabhi inhein kaid nhi karna chahiye.
Similar questions