Hindi, asked by reashmadpanjabi, 9 months ago

पत्र की सार्थकता' विषय पर अपने विचार लिखिए।​

Answers

Answered by rabiaahmed
10

Patra ki sarthaktha

patra Ka upyog purane zamane se hi Kiya ja Raha hai purane zamane mein Patra Ka istemal upne dosto or rishtedaroo ka hal chal puchne ke liye Kiya Jata tha patra Ka istemal raja maharajao dwara dusre rajyon mein Apne Sandesh pahuchane ke liye bhi Kiya Jata tha jab se manav ko aksharon Ka gyan hua va usne likhna padhna sikha tabhi se patron Ka istemal ho Raha hai biswi shatabdi mein bhi jab logon ke Pas mobile phone Nahi the tab bhi ek dusre se vartalap karne hetu patron Ka upyog Kiya Jata tha aaj jab logon ke Pas mobile phone aa Chile hai to patron Ka mehatav va unki sarthaktha dheere dheere Karke khatam Hoti jaa rahi hai

parantu phir bhi hum yeh Nahi keh sakte ki patron Ka mehatav khatam ho chuka hai aaj bhi esi jagahein hai jaha par mobile tower na hone ki wajah se Patra hi mehtavapurn ekmatra sansadhan hai ek dusre se vartalap karne ke liye aaj patron Ka utna upyog Nahin hota par phir bhi kahin na kahin Patra bhi ahem sarthaktha or ek ahem bhumika nibhate Hain hamare desh ke bahut se logon Ka rozgar patron se Juda hua hai ant mein Patra ek ahem bhumika nibhate Hain

hope this helps u!!!!!!!

Similar questions