Science, asked by karun09039, 5 hours ago

पदार्थ की तीनो अवस्थाए लिखकर उनके गुण धर्म एवं ‌उदहारण‌‌ दिजीए​

Answers

Answered by sakshiganesh2109
0

padarth teen prakar ke hote hai 1:thos(solid) 2:drav (liquid) 3:gas(gas)

Explanation:

1: THOS(SOLID):- thos bahte nahi hai, inka aakar nischit hota hai,ye sthan gherate hai tatha inme bhar hota hai.

2: DRAV(LIQUID):- drav bahte hai, inka aakar parivartansheel hota hai, ye sthan gherate hai tatha inme bhar hota hai.

3: Gas(GAS):- gas bahti hai, inka aakar parivartansheel hota hai, ye sthan gherte hai tatha inme bhi bhar hota hai.

tatha padartho ki avastha badli ja sakti hai.

Hope it helps

Similar questions