Hindi, asked by sharsh6210, 1 year ago

pehle aur aaj ke gramin jeevan me kya antar ayay h

Answers

Answered by Tajeshsahu
3
pahle jamane k gramin padhe likhe Nahi The but abhi k generation k gramin padhe likhe had.
unme pahle modern rights K bare me knowledge nahi tha but ab sabhi gaon me school hone K karan sabhi samjhdar Ho gaye hai.
pahle K log majduri karne k lie sahro Me jate The but aaj vo padh likh kar achhe job karte hai.
pahle k log without electricity K rahte The but now generation is more developed so that's why vo fan, cooler ka use karte hai..
pahle k jamane me rural area k road kachhi hoti thi to transport me problem hoti thi but ab road pakki ban gai hai to aisi kuch problem nahi hoti.
vaha k log pahle only farming karte The but now vo new type work karte hai city me shop kholte hai.
pahle jamane k log kachhe makano K rahte the
but abhi K log pakke makano me rahte hai.
if my answer is good so add me branlist
Similar questions