Biology, asked by Bauu, 8 months ago

pH ka pura naam likhkar Dainik Jeevan mein mahatva bataiye Karan bataiye ki maut ka pH 5.5
se kam hone per dant kharab hona kyon shuru ho jaate Hain

Answers

Answered by 30roshanrtgmailcom
2

Answer:

ph = potential of hydrogen

Explanation:

  • ph yedi 5.5 sae kam ho jata hai toh mouth mae H+ ka amount itna bhad jata hai ki vo enamel jo ki hamare daant ka solid covering hai usse degrade (todna phodna) karna chaloo kar deta hain.

  • Jisse ki dant ke andar ke nerves aur expose ho jate hain aur jese hi vaha khana phass kar bacteria dwara sadne lagta hain. Toh dantoon ki junjunahat chaloo ho jati hai.

  • Isiliye toothpaste ek base hota hai joki ph ko 5.5 sae bada deta hain Jisse ki covering bani rehti hain. Aur daant bacha rehta hain.

UMEED KARTA HOON KI YEH GYAN AAPKE KAAM AAYEGA.... DHANYAVAD

Similar questions