plastic ki duniya essay (hindi) Easy for class4
Answers
Answered by
1
aj kal ki tezi se badalti dunia me plastic ne apna ek eham sthaan bna liya h.har chiz me plastic ka upyog ho raha he jese ki samaan ki bikri, khilaune, ghar me istemaal kii jane vali rozana ki cheezein aadi.parantu plastic se hone vale nuksaan jaante hue hum sabhi ko plastic ki vastuon ka istemaal rok dena chahiye.plastic hum sabhi ke liye khtarnak sabit ho saktaa hai kyuki plastic ko banate samay jo khatarnaak vaishili gases hawa me mil jati he vo hum sabhi ke liye khatarnak hain. isse saans evam kaii anya prakar ki bimariyan jese cancer jesi jaanleva bimariya bhi ho sakti hain.plastic se pani ka pradushan bhi hota h jo ki bimariyon ko badhava deta h.isliye hum sabhi ko apni taraf se pehel karke plastic ka istemaal rokna chahiye.
Similar questions