Hindi, asked by rashmikumari08, 11 months ago

please answer my question.this is from chapter sandeh of sahity sagar, "bhagwan jane isme kya rahasya hai?" ramnihal ne aisa kyun kaha?

Answers

Answered by abhishekdeoria123
1

Answer:

Ye kahani jayshankar parshad ji dwara rachit kahani ke dwara unhone spasth kiya hi ki vhibhinn parishthitiyo ke anusar manushy ke mn me kai prakar ke sandeh janm lete hai ye bharmmm athwa sandeh akshar jivan ki vastivikta se pare hote hai man me pal rhe shak aur sandeh janm lete hai man me pal rhe sakk athva sandeh ke karn manushy ka vayvhar asntulit hone lagta hai vo lgtfahmi ka shikar hokr ajib se harkte karne lgta hai . isiliye hme kisi bhi parkar ka shaq athva sandeh ko apne man me jannm nhi dena chahiye balki iska nirakran turant karna chahiye sandeh se utapannm paridam ghatak hote hai jo manushy ke liye sankat paida kr dete hai

Similar questions