Hindi, asked by mohitkumarbatsh, 10 months ago

Please explain my question line by line in hindi nahi ko​

Attachments:

Answers

Answered by neetoos1981
2

Answer:

pahle para.mein krishna ji ka roop kaisa h wo kaise kapade pahnte h unki har choti choti chij ke baare mein bataya gya h.

dusare para mein poet kahata h ki agar mujhe sare sansar ka bhi dhan mile to bhi mai nhi lunga agar mujhe krishna ka wah kamabal or danda mil jaye jise wo gya charate waqt pryog karte the.

third para.mein gopiya krishna ki bhati banana chahti h wah unki hi bhati morpankh lagati h par unki basuri ko apne hotho pe nhi rakhti kyuki esi basuri ke chalate we sab mantramukat ho jati thi jab bhi krishna basuri bajate the tab.

hope this will help you and this is the correct answer

Similar questions