Pls answer this question
pls don't spam
spam=reported
Attachments:
Answers
Answered by
2
Answer:
1. Jin tatvon se kavya ko alankrit Kiya jata hai unhe alankar kahte hain.
2. alankar ke 2 bhed hote hain..1. shabdaalankar aur 2. arthaalankar.
3. 1. tarani tanuja tat tamal taruvar bahu chae
2. banan mein Bagan mein bagiyon mein basant hai.
4. utpreksha alankar ke vachak shabd= janu, jano, janhu, manu, Mano, manhu
5. jahan ek shabd bar bar aaye kintu uska arth badal Jaye vahan yamak alankar hota hai.
udharad= kanak-kanak te sau guni madakta adhikay ya khaye bauray jag va paye bauraye.
sorry for not typing it in hindi...I hope it's helpful!!!
Similar questions