plz can explain in hindi plz plz plz in monday my exam
Answers
Answer:
Bharat ke Itihaas Mein Maharani Lakshmi ka Itihaas bahut prasiddh hai. Janm Maharashtra rajya ke Ek Brahman kul mein hua tha. unke Pita ka naam moropant Tambe tha. Bachpan Mein Maharani Lakshmi Bai ka naam Manu tha Unki Mata Nahin thi moropant Tambe Peshwa Bajirao ke Rajiya bithur main a gaye Ke Putra ke sath Manav bhi Shastra aur Shastra Kala Mein Nipun Ho Gayi vah talwarbaji mein bahut Nipun thi vah Ghoda chalane mein bhi bahut Nipun Thi Unka Vivah Jhansi ke Naresh Gangadhar Rao ke sath hua Uske bad Manu Lakshmi Bai naam se prasiddh ho ethical Mein unhone Ek mrit Putra ko Janm Diya Shauk Mein Aakar Raja Gangadhar Rao ne ek dattak Putra ko Apne Putra ke roop Mein swikar Kar Liya Jiska Naam Damodar Rao tha lekin Apne Putra ki Mrityu ke shok Mein Raja Gangadhar Rao Jyada Din jeevit Nahin Rahe aur vah mrutyu swikar Gaye aur unke mrutyu hone ke bad Chhal se isliye ki Unka Putra Jhansi Ka uttaradhikari Na Mane to angrejon Ne Rani Lakshmi Bai se chal se Rajya chhin liya Rani Lakshmibai Apne logon ka Dukh Nahin sakti thi isliye unhone angrejon ke sath bahut bhayankar Yudh Lada lekin Rani Lakshmibai Ghayal ho gai aur unhen Goli lagne Ke Karan vah bhi mrutyu ko swikar gai is virangana ka naam Hamesha Itihas Mein prasiddh rahega.
bacche main Kamna karta hun yah aapke liye bahut hi Achcha explanation raha ho mujhe bahut Achcha lagega Agar main aapki Kuchh madad kar Saka aapke exam mein