plz explain this para I can't understand plz
Attachments:
Answers
Answered by
1
is parah me yeh bataya gya hai ki jab earth sun k around ghoomti hai to earth ki axis ek angle pe tilt mtlb jhuki hoti hai or iss jhukne ko hi inclination kehte hai. Issi inclination ki vajah se alag alag jagah pr alag alag samay par sooraj ugta hai...or issi ki vajah se plus earth ki revolution ki vajah se hi season badalte hai...hope you understood...
Similar questions