Hindi, asked by Anonymous, 9 months ago

plz help me at this its class 10th Hindi worksheet 19 plz give me the answer it's vry urgent........​

Attachments:

Answers

Answered by muskanpanjiara
2

Answer:

(1)Baal govin Bhagat paat me kai samajik rudiyo ka prahaar kiya gaya h jaise Baal govin Bhagat ne apne bete ki mrityu k baad dukhi na hote hue khushi manaai aur kahaa ki yah aatma ka parmaatma se milan h aur unhone apne putra ki mrityu k baad apni putrvadhu ko vivah k liye uske maayke bhej diya tha.

(2)Propkaar se ham samajhte h ki Propkaar ka arth h dusro ki bhalai karna koi vyakti jivikopaarjan k liye vibhin udham karte huye yadi dusre vyaktiyo aur jivdhaariyo ki bhalai k liye kuch prayatn kartaa h to ese prayatn Propkaar ki shredi me aate h Propkaar esaa kritya h jiske dwara shatru bhi mitre ban jaata h.

(3)Gramin jivan athva parivesh kahne ka taatparya h ki gaaw k logo ki kheti baadi, pashupaalan ,rahansahan ,dinchraya se h .

(4)chaarpai, khaat, lota, patal, dibiyaa.

Explanation:

Please follow me

Similar questions