Plz mujhe samjha do bhaiiiii?????
Attachments:
Answers
Answered by
1
alkene ka samanya(general)formula hota hai CnH2n
aur alkyne ka CnH2n-2
n ke jagah par aap 1,2,3,4,5,6,...... ko likh kar iska formula banaiye
jaise alkene ka
C1H2×1=CH2
C2H2×2=C2H4
aur alkyne ka
C2H2×2-2=C2H2
C3H2×3-2=C3H4
ye sab formula likhne ke baad naam likhne ke liye aapko iske naam ko yaad karna hoga aur iske
naam ke aant me ene or yne lagana hoga
jaise 1.meth+ene=methene
2.eth+ene=ethene etc...
aur 2.eth+yne=ethyne
3.prop+yne=propyne etc...
isi tarah aap sab ka naam likh sakte ho
agar samajh me ab bhi nahi aaya hoga to aap apne teacher se consult karo☺️
Similar questions