Hindi, asked by meenubhardwaj37, 1 year ago

plz tell answer ques no. 3

Attachments:

Answers

Answered by yashaswi66
0

Answer:

Pashu Aur manushya Ke bich Anek bhinnata hai in binatone Main Ek bhinnata mahatva Pearl Hai Ki manushya ko apne punyakarmo aur swa - shram se vidya, dhan va shakti jis roop mein prapt ho jaati hai waisi prapti pashuyon ko kabhi nahi hoti. manushya samanyatah in praptiyon se lok jeevan mein sukh paane ke liye inka prayog ek vishesh sadhan ke roop mein karta hai aur yah bhul jata hai ki praptiyon mein yadi usaka shram iske mool mein hai to iswar kripa bhi iske aadhar mein hai, anyatha sabhi apni - apni ikshanusar vidya, dhan va shakti paa lete, kintu aisa nahi hota hai.

hope it helps u

please follow mee

hmm and bye

Similar questions