plzz give me an essay on "nari shakti" in hindi
arghadeep:
nari shakti means?
Answers
Answered by
20
swami vivekananda ne kaha tha ki nari shakti kuch nhi balki devi ma ka avtaar h yaani nari vo h jo shakti ki devi h.
sab sthri ko abla kehte h par aaj ke zamaane mei veh abla nhi rhi. nari ko padne likhne va naukari karne ka mauka mil gya. aaj vah kisi par bhi aashray nhi karti. vah ghar aur naukari dono ko zimmedari se nibha thi h

21
Nari samaj ka adahar hoti hai samaj nirman me nari ki mukhya bhumika hoti hai use devi ki tarah pooja jata va uska adar kiya jata hai nari ko purusho ka ishtambh kha jata hai pehle nari ko abla mana jata hai kintu aaj usne aaj her shetra me apne safalta ke jhande gad diye hai wo noukari ke sath sath parivar bhi sambhalati hai beete samay me nari ka ghar se nikal ker noukari krna bura mana jata tha lekin jab se weh shikshit hui hai is dharna ko khand khand ker diye hai weh poori nipurta ke sath ghar aur bahar ka kam krti hai
Similar questions
Math,
9 months ago
Chemistry,
9 months ago
Psychology,
9 months ago
Chemistry,
1 year ago
Math,
1 year ago