Hindi, asked by sonyy, 1 year ago

poems of waterfall in hindi plzzzz frnss help me

Answers

Answered by Ankit1234
1
Jharna parvat se foot pada,
chattaanon se ja takraya.
fainka ukhaad jisne roka,
badh gaya kabhi na ghabraya.
Saahas himmat ko saath liye,
toofanon sa badhta aaya.
na kabhi ruka, na kabhi jhooka,
karta jaata vistrit kaaya.
Lekin apne ahankaar mein,
mitti ko jharna bhool gaya.
mitti ke upar aate hi,
wah is dharti par jhool gaya.
Himmat, saahas aur lagan se,
jharna aage badhta aaya.
lekin apne ahankaar se,
ant samay mein wah pachhtaya.
Nirmal jharne ke paani mein,
jeevan ki chhipi kahani hai.
jo ahankaar mein doop gaya,
wah murakh hai, agyani hai

sonyy: ha ss
Ankit1234: okk
Ankit1234: i answer your questions
sonyy: I marked u as brainiest answr
Ankit1234: thanks very much
sonyy: welcome...
sonyy: hii ankit
sonyy: hav u remember me....??
Ankit1234: yes
sonyy: hmm
Similar questions