"Prabhu bhakt ki avashya sunte hai" Is kathan ke samarthak meera ne kon se udharan diye hain? (Class 10 sparsh chapter 2 meera ke pad)
Answers
Answered by
1
Meera Krishna ki itni badi bhakt this ki jab uske pati ne use Vish pilaya veh bhi uske liye Amrit ban gya.
ese hi usko uske parivaar ke dwara bhut kasht diye gye Jin sabse veh Bach gyi.
jab bhari Sabha mein draupadi ko dushasan dwara apmanit Kia ja rha tha tab Shri Krishna ne unki laaj bachai.
van mein Surya ke Patra mein JB bhojan khatam hogya tab Shri Krishna ne ek chaval Ka daana or saag Ka ek pata kha kr unko rishio ke samne apmanit hone se bacha Lia.
isse pata chalta he ki bhagwan bhakto Ka dhyaan rkhte he or unki avashya sunte he.
hope it helps
please do mark it as brainliest

Gunika1221:
may I add the draupadi one
Similar questions